Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAman (1967)
HomeAman (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ki raat ye kaisi raat ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati aaj ki raat ye kaisi raat ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati aaj ki raat machal utha ye dil naadaan bada ziddi badi mushkil machal utha ye dil naadaan bada ziddi badi mushkil khuda ko bhi manaa loon main magar maane na rutha dil tumhin dekho karo koi baat ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati aaj ki raat andhera hai to rehne do muzasim chandani ho tum andhera hai to rehne do muzasim chandani ho tum lajjaye roshni tumse ke aisi roshni ho tum naa seene se hataao haath ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati aaj ki raat milen hon dil chhida ho jab koi rangeen afsaana milen hon dil chhida ho jab koi rangeen afsaana sulaane maut bhi aaye to main keh doonga phir aana abhi to tum ho mere saath ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke
aman ka farishta kahaan jaa raha hai chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi aman ka farishta kahaan jaa raha hai chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi bahot der jaaga tha soya hua hai aman ke khayaalon mein khoya hua hai aman ke khayaalon mein khoya hua hai ye kaisi muhabbat ye kaisi judaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi ye jeevan ki manzil pe chhoota hai humse koi to manao ke ruthaa hai humse koi to manao ke ruthaa hai humse nazar mere baabu ko kisne lagaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi aman ka farishta kahaan jaa raha hai chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi ye nafrat ke jazbon mein hargiz naa behna meri baat sunlo gale mil ke rehna jalti chitaa se ye aawaaz aayi aawaaz aayi
apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun unn charnon par sab kuchh arpan ankhiyaan meenchun aur kho jaaun apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna jaan gayi main ankhiyan bhaasha seekh gaya mann khud hi dhadakna apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani unn bin mora jeevan patjhad saath rahe to duniyaa suhaani apne piya ki prem pujaran kar ke baithi
aye husnpari chehra aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho shabnam ke dil ki dhadkan mehsoos kar rahi ho shabnam ke dil ki dhadkan mehsoos kar rahi ho tum kitni naram dil ho aahen si bhar rahi ho tum kitni naram dil ho aahen si bhar rahi ho aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho itna khayaal koi karta nahin kisi ka itna khayaal koi karta nahin kisi ka tumne badal diya hai rukh meri zindagi ka tumne badal diya hai rukh meri zindagi ka aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho sab kuchh tha pass mere lekin naa ye khushi thi sab kuchh tha pass mere lekin naa ye khushi thi poori huyi hai tumse jeevan mein jo kami thi poori huyi hai tumse jeevan mein jo kami
surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz kaajal bhari aankhon mein haya dekh raha hoon kaajal bhari aankhon mein haya dekh raha hoon maasoom adaon mein wafa dekh raha hoon maasoom adaon mein wafa dekh raha hoon milte nahin duniyan ke haseenon mein ye andaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz aayi thi khayalon mein jo tasveer tu hi hai aayi thi khayalon mein jo tasveer tu hi hai likhi hai lakeeron mein jo takdeer tu hi hai likhi hai lakeeron mein jo takdeer tu hi hai pehli hi mulaqaat mein sab khul gaye the raaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz surahidar gardan koyal si hai awaaz teri har ek baat pe mujhko hai bada naaz jiss raah se gujrun tu mere saath rahegi jiss raah se gujrun tu mere saath rahegi tu aakhri dum tak bhi mere paas rahegi tu aakhri dum tak bhi mere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat Aman (1967) 04:46 15544
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:46   Song Number : 15544   

Aman Ka Farishta Aman (1967) 04:14 16198
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song, Rajendra Kumar
Duration : 04:14   Song Number : 16198   

Apne Piya Ki Prem Pujaran Aman (1967) 05:34 15546
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 05:34   Song Number : 15546   

Aye Husnpari Aman (1967) 04:42 15545
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:42   Song Number : 15545   

Surahidar Gardan Koyel Si Hai Awaz Aman (1967) 05:02 15547
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Saira Banu
Duration : 05:02   Song Number : 15547